Tab Laut Aana
us ne kaha sun
Ehd nibhane ke khatir
mat aana
Ehd nibhanevale aksar
majboori ya
mahajuri ke thakan se
lauta karte hain
tum jao aur dariya dariya
pyas bujhao
jin aankhon mein dubo
jis dil mein bhi utaro
meri talab aavaz na degi
lekin jab meri chahat aur
meri khvahish ke lau
itni tez aur itni unchi ho
jaye
jab dil rode
tab laut aanae
mat aana
Ehd nibhanevale aksar
majboori ya
mahajuri ke thakan se
lauta karte hain
tum jao aur dariya dariya
pyas bujhao
jin aankhon mein dubo
jis dil mein bhi utaro
meri talab aavaz na degi
lekin jab meri chahat aur
meri khvahish ke lau
itni tez aur itni unchi ho
jaye
jab dil rode
tab laut aanae
Comments
Post a Comment